“Kisi Bhi Maqsad Me Kamyabi Ke Liye Tayari Karna Kamyabi Ki Kunji Hai.”
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)
AQWAL E ZAREEN
Motivational Lines in Urdu
Ilm, Maharat Aur
Taqat
“ILM Ke Baghair;
Hum Apni Maharat Ko
Kabhi Bhi Theak Tarhan Istemaal Nai Karsakte
Aur MAHARAT Ke Bagair;
Hum Taqat Hasil Nai Kar Sakte
Aur TAQAT ke Baghari;
Hum Apne Ilm Ko Theak Tarhan Istemaal Nai Kar Sakte."
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)
AQWAL E ZAREEN
Motivational Lines in Urdu
Kuch Bhi Na-Mumkin
Nai
“Koshi Karne Waloon Ke Liye Kuch Bhi Na-Mumkin Nai.”
Fatha / Kamyabi
“Me Fatha Haasil Karta Hon Fatha Chori Nai karta.”
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)
AQWAL E ZAREEN
Motivational Lines in Urdu
Shear Aur Bhear (Lion
& Sheep)
“Me Shearoon (Loins) Ki Us Fooj Se Kabhi Nai Dara Jis Ki
Qayadat Bhearr (Sheeps) Kar Rahe Hon, Me Bhearron (Sheeps) Ki Us Fooj Se Darta
Hon Jis Ki Qayadat Shear (Loin) Kar Raha Ho.”
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)
AQWAL E ZAREEN
Motivational Lines in Urdu
Himmat Aur Shurat
“HIMMAT Ke Sath Zinda Rhena, Aur LAZAWAL SHURAT Choor Kar
Marna, Aik Khobsoorat Cheez Hai.”
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)
AQWAL E ZAREEN
Motivational Lines in Urdu
Ustaad Aur Shukar-Guzari
“Me Zinda Rhene Ke
Liye Apne Walid Ka Shukar-Guzaar Hon, Lekin Bhetar Zindagi Basar Karne Ke Liye
Apne Ustaad Ka Maqrooz Hon.”
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)