Quotes of Robert
Kiyosaki
Negative Thoughts
"Jis Waqt
Aap Ka Apna Dimagh Aap Ko Chorne Ko Kheta Hai Tu, Aap Ko Apni Manfi Soch (Negative
Thoughts) Ko Nazar Andaaz Kar Ke Aage Bharna Chahiye."
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert Kiyosaki
Paise Ki Kami
"Paisa
Aap Ko Khushi Nai De sakta, Lekin Paise Ki Kami Na-khushi Ka Sabab Ban Sakti
Hai."
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert
Kiyosaki
Qadam Bharain
"Agar Aap
Woh Kaam Nai Kar Rahe Jise Aap Passand Karte Hain Tu Phir Aaj Hi Shuru Karain,
Chahay Part Time Hi Kyn Na Ho."
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert
Kiyosaki
Be-Waqoof Par Nazar
"Aap Yhe
Dekho Ke Be-Waqoof Kya Kar Rahe Hain Aur Phir Es Ke Baraks (Opposite) Woh Kam
Karo."
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert
Kiyosaki
Ghareebi Hona
"Ghareeb
Hone Aur Toot Jane Me Farq Hai. Tootna Aarzi Hai, Aur Ghareebi Mustaqil
Hai."
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert
Kiyosaki
Ameer Hone Ka Nusqa
"Agar Aap
Tezi Se Ammeer Ban-Na Chahte Ho Tu, Phir Bare Massail Hal Karna Shuru
Kardo."
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert
Kiyosaki
Ghareeb
"Aik Ammeer
Aur Ghareeb Shaks Ke Darmiyaan Farq Sirf Yhe Hai Ke Woh Apna Waqt Kis Tarhan
Estemaal karte Hain."
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert
Kiyosaki
Baar Baar Girna
"Hum Baar
Baar Neche Girne Se Chalna Seekhte Hain. Agar Hum Neche Nai Girte Tu Hum Kabhi
Bhi Nai Chalpainge."
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert
Kiyosaki
Part Time
"Log Apni
Daulat Bharhane Ke Liye Aik Kaam Ju Karsakte Hain Woh Hai, Part Time Karobaar
Shuru Karna."
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert
Kiyosaki
Investment
"Jis Cheez
Ke Bare Me Aap Nai Jante Es Me Kabhi "INVEST" Na Karain, Phele
seekhain Phir "INVEST" Karain.
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert
Kiyosaki
Tomorrow
"Jo Lafz
Insaan Ki Zindagi Tabha Karta Hai Woh Kal (Tomorrow) Ka Hai."
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Robert
Kiyosaki
Ghareeb Aadmi
"Kabhi Na
Kaho Ke Yhe Kaam Nai Hosakta, Yhe Ghareeb Aadmi Ki Batain Hain, Pocho Kis
Tarhan Karna Hai?"
(Robert Kiyosaki - Author of "Rich Dad Poor Dad")
No comments:
Post a Comment