header ad

Tuesday, 31 May 2022

Motivational lines in urdu | Sikandar e Azam quotes

Motivational lines in urdu
Motivational lines in urdu
AQWAL E ZAREEN
Kamyabi Ki Kunji
“Kisi Bhi Maqsad Me Kamyabi Ke Liye Tayari Karna Kamyabi Ki Kunji Hai.”
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)

AQWAL E ZAREEN
Motivational Lines in Urdu
Ilm, Maharat Aur Taqat
“ILM Ke Baghair;
Hum Apni Maharat Ko Kabhi Bhi Theak Tarhan Istemaal Nai Karsakte
Aur MAHARAT Ke Bagair;
Hum Taqat Hasil Nai Kar Sakte
Aur TAQAT ke Baghari;
Hum Apne Ilm Ko Theak Tarhan Istemaal Nai Kar Sakte."
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)

AQWAL E ZAREEN
Motivational Lines in Urdu
Kuch Bhi Na-Mumkin Nai
“Koshi Karne Waloon Ke Liye Kuch Bhi Na-Mumkin Nai.”
Fatha / Kamyabi
“Me Fatha Haasil Karta Hon Fatha Chori Nai karta.”
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)

AQWAL E ZAREEN
Motivational Lines in Urdu
Shear Aur Bhear (Lion & Sheep)
“Me Shearoon (Loins) Ki Us Fooj Se Kabhi Nai Dara Jis Ki Qayadat Bhearr (Sheeps) Kar Rahe Hon, Me Bhearron (Sheeps) Ki Us Fooj Se Darta Hon Jis Ki Qayadat Shear (Loin) Kar Raha Ho.”
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)

AQWAL E ZAREEN
Motivational Lines in Urdu
Himmat Aur Shurat
“HIMMAT Ke Sath Zinda Rhena, Aur LAZAWAL SHURAT Choor Kar Marna, Aik Khobsoorat Cheez Hai.”
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)

AQWAL E ZAREEN
Motivational Lines in Urdu
Ustaad Aur Shukar-Guzari
“Me Zinda Rhene Ke Liye Apne Walid Ka Shukar-Guzaar Hon, Lekin Bhetar Zindagi Basar Karne Ke Liye Apne Ustaad Ka Maqrooz Hon.”
(Sikandar e Azam | Alexander the Great)

4 comments:

  1. Wow! Preparation and interest turn the struggle into success as we know that a beautiful view comes after a hardest climb.

    ReplyDelete
  2. Agreeable! It is true that there is success where preparation and opportunity meet. Success is acquired by an ordinary person with
    his extraordinary determination.

    ReplyDelete