"Girte Hain Sajdon Mein Hum
Apni Hi Hasratoon Ki Khatir Iqbal
Agar Girte Sirf Ishq-e-Khuda Mein
To Koi Hasrat Adhuri Na Rheti."
(Allama Iqbal)
Allama Iqbal Shayari in Urdu
Khudi Ko Kar Buland
"Khudi Ko Kar Buland Itna Ke Har Taqdeer Se Phele
Khuda Bande Se Khud Poche Bata Teri Raza Kya Hai."
(Allama Iqbal)
Allama Iqbal Shayari in Urdu
Dil Aur Namaz
"Sar Jhukane Se Namazain Adda Nai Hoti
Dil Jhukana Parta Hai Ibadat Ke Liye."
(Allama Iqbal)
Allama Iqbal Shayari in Urdu
Banda Hun Tera Mazdoor Nahi
"Sajdoon Ke Iwaz Firdous Mile Ye Baat Mujhe Manzor Nai
Be Loos Ibadat Karta Hun Banda Hun Tera Mazdoor Nahi."
(Allama Iqbal)
Allama Iqbal Shayari in Urdu
Jannat Nai Milti
"Dil Me Khuda Ka Hona Lazim Hai Iqbal
Sajdoon Me Pare Rhene Se Jannat Nai Milti."
Allama Iqbal Shayari in Urdu
Be-Zubaan
"Dua Tu Dil Se Mangi Jati Hai, Zuban Se Nahi
Ae Iqbal
Qabool Tu Us Ki Bhi Hoti Hai, Jis Ki Zuban Nahi Hoti."
(Allama Iqbal)
Allama Iqbal Shayari in Urdu
Taqat-e-Parwaz
Dil Se Jo Baat Nikalti Hai Asar Rakhti Hai
Par Nahin Taqat-e-Parwaz Magar Rakhti Hai
(Allama Iqbal)
Allama Iqbal Shayari in Urdu
Saleeqa-e-Iltaja
"Teri Rhematoon Pe Hai Munhassir, Mery Har Amal Ki Qabuliyat
Na Mujhe Saleeqa-e-Iltaja Na Mujhe Shaoor-e-Namaz Hai."
(Allama Iqbal)
Allama Iqbal Shayari in Urdu
Khalos-e-Niyat
"Baat Sajdoon Ki Nahi Khalos-e-Niyat Ki Hoti Hai Iqbal…
Aksar Log Khali Hath Lot Aatay Hain Har Namaz Ke Bad."
(Allama Iqbal)
So true! We must strengthen our faith on ALLAH ALMIGHTY. This is the sad reality that we recall HIM during difficult times only. We must pray to ALLAH to thank for HIS Mercy and countless blessings upon us and to show devotion.
ReplyDelete