header ad

Saturday, 14 May 2022

Quotes of Napoleon Bonaparte

Quotes of Napoleon Bonaparte
Quotes of Napoleon Bonaparte

AQWAL E ZAREEN
 Kamyabi Aur Mazbooti Ka Gurr
"Aap Shikast Ko Shikast De Kar Aur Nuqsaan Ko Fayda Aur Nakami Ko Kamyabi Me Badal Kar Mazboot Ho Sakte Hain."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Aaghaz Aur Anjaam
"Jo Yhe Soch Kar Lare(fight) Ke Me Haar Jaonga Tu Woh Zaroor Haar Jayega!!"
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Sabit Qadam
"Kamyabi Sabit Qadam Rhene Walon Ko hi Ko Milti Hai."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Qalam Ki Taaqat
"Dunya Me Sirf Do Qu-Attain Hain, Talwaar Aur Qalam. Bila-Aakhir Talwaar Par Qalam Hi Ko Fatha / Kamyabi Hasil Hoti Hai."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Kamyabi Aur Mizaj
"Sirf Mustaqil Mizaj Log Hi Bila-Aakhir Fatha / Kamyabi Hasil Karte Hain.'
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Kamyabi Se Darr
"Jo Fatha / Kamyabi Se Darta Hai Ese Shikast Yaqeeni Hai."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Shikast, Kamyabi Aur Mazbooti
"Aap Shikast Ko Tarq Karte Hoye Aur Na-Kami Ko Kamyabi Me Tabdeel Karte Hoe Mazboot Hojate Hain"
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Himmat
"Himmat Muhabbat Ki Tarhan Hoti Hai Esko Apne Andar Bharate Rahen."
(Napoleon Bonaparte)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Qu-At-e-Bazoo
"Na-Mumkin Ko Qu-at-e-Bazoo Se Mumkin Banaya Jasakta Hain."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Ehmaq Hone Ka Fayda
"Ehmaq Ko Aqalmand Aadmi Par Aik Buht Bara Fayda Hai, Woh Hamesha Khud Se Mutmaeen Rheta Hai."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Hassad
"Hassad Kamtari Ka Ealaan Hota Hai."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Bhetareen Kaam
"Agar Aap Chahte Hain Ke Koi Kaam Bhetareen Tareeqe Se Mukammil Hu Tu Ese Khud Hi Karlen."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Khamosh Fikar
"Khamosh Fikar Alfaaz Se Zyda Taaqatwar Hoti Hai."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Khud Shanasi
"Jab Taq Aap Apne Paroon(Fins) Ko Nai Phelate Tab Taq Aap Ko Andaza Nai Hoga Aap Kahan Tar Urr / Parwaaz kar Sakte Hain"
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Na-Mumkin Ko Mumkin Bana-Ne Ka Gurr
"Na-Mumkin Woh Lafz Hai Jo Sirf Be-Waqoof Ki Lughat Me Paya Jata Hai - Samajhdaar Log Apne Liye Mawaaqe Peda Karlete Hain Aur Har Cheez Ko Mumkin Bana Lete Hain."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Khud Par Qaboo Pane Ka Raaz
"Apni Khushi, Na-Khushi, Ranj Aur Pareshani Ko Bhulane Ke Liye Apne Aap Ko Masroof Rakho."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)
 
AQWAL E ZAREEN
Quotes of Napoleon Bonaparte
Azmat Ka Mayyar
"Azmat ki Bulandi Es Waqt Taq Ehmiyat Nai Rakhti Jab Taq Woh Dearpa Na Ho."
(Napoleon Bonaparte - French Military Leader)

2 comments:

  1. Wow! Strength arise from hard work. When we experience through hardships and do not surrender that is the strength.

    ReplyDelete