Ehsaan Ka Anjaam
“Jo Shakhs Logon Ke Sath Ehsaan
Karta Hai Es Ka Anjaam Neak Hota Hai Or Es Ke Liye Sab Rahen Aasaan Ho Jati
Hain.”
(Hazrat Ali A.S/R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAAL E ZAREEN
Motivational Advice
Qudrat Ke Ba-Wajood Ehsaan Na Karna
“Jo Shaks Kisi Mohsin Ka Ehsaan
Chupata Hai Woh Mehroomi Ki Saza Pata Hai,
Aur Jo Shaks Ba-Wajood Qudrat Ke Logon Ke Sath Ehsaan Nai Karta Uski
Qudrat Aur Taqat Salab Aur Zail Ho Jati Hai.”
(Hazrat Ali A.S/R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAAL E ZAREEN
Motivational Advice
Ehssan Aur Dusham
“Apne Dushman Ko Es Ke Sath Fazal
Aur Ehsaan Kar Ke Pakro, Kyn Ke Yhe Aik Qism Ki Kamyabi Hai.”
(Hazrat Ali A.S/R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAAL E ZAREEN
Motivational Advice
Ehsaan Ko Jatlana
“Jo Shaks Apne Ehsaan Ko Jatlata
Hai, Woh Gaya Ehsaan Nai Karta.”
(Hazrat Ali A.S/R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAAL E ZAREEN
Motivational Advice
Acha Ehsaan
“Sab Se Acha Ehsaan Eesaar Hai”
(Hazrat Ali A.S/R.A)
Beshak ❤️,,,
ReplyDeleteSUBHAN ALLAH, How beautiful the words are! Life becomes easier by serving others just with the intention to please the GOD but not for worldly purposes. As we know that an act of kindness is never wasted.
ReplyDelete