Benjamin Franklin Quotes
Slip of the Tongue
"Aap K Paon K Phisalnay(Slip)
Ki Chot Jaldi Theek Ho Sakti Hai Magar Zuban Se Phislay Alfaz Ko Aap Zindagi
Bhar Theek Nahi Karsaktay.".
(Benjamin Franklin: Founding
Father of the United States)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Zuban Ki Sakhti
"Insaan Ki Zaban Naram Aur
Baghair Haddi K Hoti Hai Lekin Phir Bhi Is Ki Waja Se Insaan Ki Kamar Ki Haddi
Toot Sakti Hai."
(Benjamin Franklin: Founding
Father of the United States)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Jald Bazi
"Har Cheez K Lea Waqt Nikalna
Zaroori Hai Kyun K Jald Bazi Hamesha Fazool Kharchi Ka Sabab Banti Hai."
(Benjamin Franklin: Founding
Father of the United States)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Waqt
"Waqt Ki Pabandi Karna Aik
Sasti Khobi Hai."(Benjamin Franklin: Founding
Father of the United States)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Susti Aur Ghurbat
"Susti Itna Ahista Safar Karti
Hai K Gurbat Jald Hi Us Py Haawi Ho Jati Hai."
(Benjamin Franklin: Founding
Father of the United States)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Ghuroor Aur Khush Qismati
"Jaisay Jaisay Insaan Ka
Ghuroor Barhta Hai Wesay Wesay Insaan Ki Khush Qismati Ma Kami Aana Shuroo Ho
Jati Hai."
(Benjamin Franklin: Founding
Father of the United States)
No comments:
Post a Comment