header ad

Wednesday, 31 August 2022

Best quotes for future success | Malcolm X quotes

best quotes for future success
Best quotes for future success
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Mustaqbil Kis Ka hai
"Mustaqbil In Logo Ka Hai Jo Aaj Iske Lea Tayyari Karte Hain."
[Malcolm X: (1925-65A.D.) African-American Muslim Minister and Human Rights Activist]

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Quotes for Future Success
Kamyab Logon Par Nazar
"Jb Bhi Aap Kisi Ko Apny Aap Sy Ziada Kamiyab Daikhain Tu Aap Ye Ghor Karen K Wo Aeisa Kya Kar Rahey Hain Jo Aap Nahi Kar Rahey."
Malcolm X: (1925-65A.D.) African-American Muslim Minister and Human Rights Activist]

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Quotes for Future Success
Hassad Aur Andhapan
"Hasad Insaan Ko Andha Kar Daiti Hai Aur Is K Lea Behtreen Sochna Namumkin Bana Daiti Hai."
Malcolm X: (1925-65A.D.) African-American Muslim Minister and Human Rights Activist]

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Quotes for Future Success
Khud Se Aagahi
"Hm Doosron Ke Lea Qabil E Qabool Honay K Baarey Ma Nahi Soch Saktay Jb Tk K Hm Khud Ko Phely Qabool Na Karen."
[Malcolm X: (1925-65A.D.) African-American Muslim Minister and Human Rights Activist]

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Quotes for Future Success
Mukhlisi
"Sb Se Behtreen Cheez Jo Kisi Insaan Ma Honi Chahiye Wo Mukhlisi Hai."
[Malcolm X: (1925-65A.D.) African-American Muslim Minister and Human Rights Activist]

Sunday, 28 August 2022

Shakespeare quotes about women

Shakespeare quotes about women
Shakespeare quotes about women
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Aurat Aur Izzat
"Aik Aurat Aag Sy Bhi Guzarney K Lea Tayyar Ho Jati Hai Jb Samney Wala Isey Izzat Daita Ho."
(William Shakespeare)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Shakespeare Quotes about Women
Aurat Aur Wafa
"Aurat Ka Husun Usey Maghroor Bana Daita Hai,Iski Naiki Is Ke Lea Madah Paida Karti Hai Lekin Wafa Isey Deowtai Surat Mai Numayan Karti Hai."
(William Shakespeare)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Shakespeare Quotes about Women
Shakespeare ki Nazr Me Aurat
"Agar Aurat Ma Ajizi Ho Aur Khoobsurat Na Ho Tu wo phir bhi mera dil jeet sakti hai."
(William shakespeare)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Aurat Aur Muzahimaat
"Agar Aurat Ma Mazhamaat Karne Ki Rooh Na Ho Tu Usey Bewaqoof Banaya Ja Sakta Hai."
(William Shakespeare)

Tuesday, 23 August 2022

A good advice for life | Ernest Hemingway quotes

A good advice for life
A good advice for life
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
A Good Advice for Life
Jo Na Mil Saka
“Aap Ke Pass Jo Nai Hai Es Ke Bare Me Sochne Ka Waqt Nai Hai, Yhe Sochain Ke Aap Kya Karsakte Hain.”
(Ernest Hemingway: Nobel Prize Winner, Renowned For Novelist And The Author Of “The Sun Also Rises, A Farewell To Arms” And Many More)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
A Good Advice for Life
Shikayat Aur Mangna
"Agar Aap Shikayat Karna Aur Mangna Chor Den, Es Cheez Ke Bare Me Jo Aap Ko Kabhi Nai Milne Wali, Tu Aap Ki Zindagi Achi Aur Pursukoon Ho Jayegi."
(Ernest Hemingway: Nobel Prize Winner, Renowned For Novelist And The Author Of “The Sun Also Rises, A Farewell To Arms” And Many More)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
A Good Advice for Life
Buzdil
"Buzdil Hazaar Baar Marta Hai, Lekin Bahadur Sirf Aik Baar Marta Hai."
(Ernest Hemingway: Nobel Prize Winner, Renowned For Novelist And The Author Of “The Sun Also Rises, A Farewell To Arms” And Many More)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
A Good Advice for Life
Kam Kam Aur Sir Kam
"Har Din Kaam Karain, Yhe Sochne Me Waqt Zaya Na Karen Ke Din Ya Raat Ko Kya Hoa Tha."
(Ernest Hemingway: Nobel Prize Winner, Renowned For Novelist And The Author Of “The Sun Also Rises, A Farewell To Arms” And Many More)

Sunday, 21 August 2022

The best life advice | Paulo Ceolho quotes

The best life advice
The best life advice
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Khamoshi Se 
Kabhi Kabhi Apne Khawab(Maqsad) Par Khamoshi Se Kaam Karna Bhetar Hota Hai
(Paulo Coelho: Brazilian author of bestselling books “The Pilgrimage, The Alchemist” and many more)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
The Best Life Advice
Roh Ki Parwarish
Umeed Ko Zinda Rakhne Ke Liye Larain, Yhe Aap Ki Roh Ki Parwarish Karti Hai
(Paulo Coelho: Brazilian author of bestselling books “The Pilgrimage, The Alchemist” and many more)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
The Best Life Advice
Bahaduri
Bahadur Banain Aur Khatraat Ko Mool Len, Tajarbe(Experience) Ka Mutbadil Kuch Nai Hosakta
(Paulo Coelho: Brazilian author of bestselling books “The Pilgrimage, The Alchemist” and many more)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
The Best Life Advice
Imtehaan
Aap Ka Imtehan Lia Jayega. Aap Ne Es Doraan Pechay Nai Hatna Yhe Hi Woh Muqaam Hota Hai Jahan Ziyada Tar Log Haar Maan Lete Hain
(Paulo Coelho: Brazilian author of bestselling books “The Pilgrimage, The Alchemist” and many more)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
The Best Life Advice
Nakami Ka Khauf
Sirf Aik Cheez Hai Jo Khawab Ko Hasil Karna Na-Mumkin Banati Hai Aur Woh Hai Nakami Ka Khauf Jo Aap Ko Kamyabi Se Rook Raha Hai Es Se Koi Farq Nai Parta Ke Aap Ka Khawab Kitna Hi Shandaar Hai Ya Kitna Hi Bara Hai, Agar Aap Khud Ko Kuch Na Karne Ki Ijazat De Rahe Hain Tu Me Abhi Se Aap Ko Na-Kaam Hone Ki Zamanat Deta Hon.
(Paulo Coelho: Brazilian author of bestselling books “The Pilgrimage, The Alchemist” and many more)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
The Best Life Advice
Haqiqi Salahiat
Ziyada Tar Log Kabhi Bhi Apni Haqiqi Salahiat Ki Phechaan Nai Karte, Hum Sab Ke Aik Ya Do Woh Khawab Hote Hain, Lekin Jin Me Se Aksar Inhe Kabhi Haqiqat Nai Banainge. Bhao Ke Sath Chalna Sekhen Jis Tarhan Pani Chalta Rheta Hai Esi Tarhan Aap Bhi Chalain Aap Ke Khawab Zaroor Sachai Me Tabdeel Honge.
(Paulo Coelho: Brazilian author of bestselling books “The Pilgrimage, The Alchemist” and many more)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
The Best Life Advice
Dil Aur Dimaag
Apne Dil Par Bharosa Karain, Lekin Apne Dimaag Ka Estemaal Karain Aur Yhe Yaqeeni Banane Ke Liye Ke Aap Ke Faislay Durst Hain, Hamesha Apna Dimaag Se Tasdeeq Karain.
(Paulo Coelho: Brazilian author of bestselling books “The Pilgrimage, The Alchemist” and many more)

Friday, 19 August 2022

Twain quotes | Mark Twain quotes

twain-quotes
Twain-quotes
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Seekhne Ka Gurr
"Me Is Baat Par Yaqeen Rakhta Hon K Ap Us Waqt Seekhtay Hain Jab Aap Doosron Ko Sikhatay Hain."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Nakami Se Kamiyabi
"Apni Galti Ko Tasleem Karnay K Baad Usey Theek Kar K Sabaq Hasil Karna Yaqeeni Tor Par Nakaami Ko Kamiyabi Ma Tabdeel Kar Deta Hai."(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Elaj Aur Aitmad
"Har Beemari Ka Elaj Mojood Hai Agar Is Par Mareez Ka Aitmad Mazboot Ho."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer) 

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Aik Chota Sa Qadam
"Kisi Cheez Par Yaqeen Karney Aur Us Ko Jan-Ney K Darmiyan Aik Chota Sa Qadam Hai Jo Aap Ko Jaldi Uthana Chahye."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer) 

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Sach Ko Bhulana
"Agar Aap Sach Boltay Hain Tu Aap Ko Kuch Bhi Yaad Rakhney Ki Zaroorat Nahi Rahey Gi."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Rehamdili
"Rehamdili Wo Zuban Hai Jisay Behra Sun Sakta Hai Aur Andha Dekh Sakta Hain."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer) 

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Do Waqt
"Insaan Ki Zindagi Ma Do(2) Waqt Aesay Aatay Hain Jo Usy Sochnay Par Majboor Kar Daitey Hain.Pehla Wo Jb Usy Kuch Chahiye Aur Wo Khareed Na Sakey Aur Doosra Wo Waqt Jb Wo Isey Hasil Karsakay Par……….! "
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer) 

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Paison Ki Kami
"Paison(money) ki kami tamam buraeyon ki jar hai."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)

Monday, 15 August 2022

Plato famous quotes

Plato famous quotes
Plato famous quotes
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Jaldbazi
"Jaldbazi Ki Saaza Paaney Sy Behtar Hai K Har Kaam Ko Araam Sy Kiya Jaye."
(Plato: Ancient Greek philosopher)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Plato Famous Quotes 
Ghalat Baat
"Jb Log Aap K Barey Ma Koi Galat Baat Kehtay Hain Tu Aap Is Tarah Jeain K Koi Is Par Yaqeen Hi Na Karey."
(Plato: Ancient Greek philosopher)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Plato Famous Quotes 
Dosron Ki Madad
"Doosron Ki Madad Aur Naiki Karney Se Khushi Paida Hoti Hai."
(Plato: Ancient Greek philosopher)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Plato Famous Quotes 
Kuch Na Karna
"Kuch Na Karna Kisi Bhi Insaan Ki Achi Halat Ko Tabho O Barbad Kar Deta Hai."
(Plato: Ancient Greek philosopher)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Plato Famous Quotes 
Khud Se Fatha
"Pehli Aur Sb Sy Behtreen Fatah Khud Ko Fatah Karna Hai Jis Sy Aap Zindagi Ma Kabhi Bhi Kisi Mayoosi Ka Samna Nahi Karen Gy."
(Plato: Ancient Greek philosopher)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Plato Famous Quotes 
Insaaf
"Wahan Insaaf Ki Umeed Na Rakhain Jahan Shayed Ko Sahi Mana Jaye."
(Plato: Ancient Greek philosopher)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Plato Famous Quotes 
Shukar Guzari
"Jb Aap Shukar Guzari Karte Hain Tu Aap Azeem Bn Jatay Hain Aur Is Sy Aap Baari Cheezon Ko Apni Taraf Mutawajah Kar Saktay Hain."
(Plato: Ancient Greek philosopher)

Saturday, 13 August 2022

Good Advice for Life | William Faulkner

Good Advice for Life
Good Advice for Life
GOLDEN WORDS I AQWAL E ZAREEN
Khobion Ki Dushman
"Susti Aik Aisi Cheez Hai Jo Hamari Bhetareen Khobion Ko Khatam Kardeti Hai."
(William Faulkner: Novelist, Screenplay/Short Story Writer, Poet . Top Stories i.e. The Sound and the Fury (1929), As I Lay Dying (1930), Sanctuary and many more)

GOLDEN WORDS I AQWAL E ZAREEN
Good Advice for Life
Aawaaz Uthane
"Imandari, Sachai, Na-Insaaafi Aur Jhoot Ke Khilaaf Aawaaz Uthane Se Kabhi Na Ghabrain-Agar Puri Dunya Ke Loog Aisa Karain Ge Tu Yhe Cheezain Khatam Ho Jain Ge."
(William Faulkner: Novelist, Screenplay/Short Story Writer, Poet. Top Stories i.e. The Sound and the Fury (1929), As I Lay Dying (1930), Sanctuary and many more)

GOLDEN WORDS I AQWAL E ZAREEN
Good Advice for Life
Sahil Ko Dekhne Ki Himmat 
"Aap Es Waqt Taq Tear(Swim) Nai Sakte Jab Taq Ke Aap Me Sahil Ko Dekhne Ki Himmat Na Ho."
(William Faulkner: Novelist, Screenplay/Short Story Writer, Poet. Top Stories i.e. The Sound and the Fury (1929), As I Lay Dying (1930), Sanctuary and many more)

GOLDEN WORDS I AQWAL E ZAREEN
Good Advice for Life
Khwab Dekhen
"Hikmat Ki Inteha Yhe Hai Ke Itne Ounche Khwab Dekhen Ke Es Ki Talash Me Khawab Kho Jain."
(William Faulkner: Novelist, Screenplay/Short Story Writer, Poet. Top Stories i.e. The Sound and the Fury (1929), As I Lay Dying (1930), Sanctuary and many more)

GOLDEN WORDS I AQWAL E ZAREEN
Good Advice for Life
Kaam Me Takheer
"Jo Loogh Kaam Me Takheer Karte Hain Woh Zindagi Me Kahi Aage Nai Jasakte."
(William Faulkner: Novelist, Screenplay/Short Story Writer, Poet. Top Stories i.e. The Sound and the Fury (1929), As I Lay Dying (1930), Sanctuary and many more)

Friday, 12 August 2022

Good Tips for Life I Al-Biruni Quotes

Good Tips for Life
Good Tips for Life
GOLDEN WORDS I AQWAL E ZAREEN
Dena Aur Batna
"Agar Aap Kamiyab Hona Chahtay Hain Tu Daina Shuroo Kardain,Baantna Shuroo Kardain, Aana Khud Bakhud Shuroo Ho Jaye Ga. "
(Al Biruni: Iranian Scholar, Mathematician, Philosopher and Astronomer, Who Discovered a Formula for Measuring the Earth's Radius)

GOLDEN WORDS I AQWAL E ZAREEN
Good Tips for Life
Aik Dosray Ki Madad
"Deen O Duniya Ma Kamiyabi Ka Raaz Aik Dosray Ki Madad Karnay Ma Hai Abhi Tak Hm Nay Sirf Aik Doosray Ko Neecha Dikhana Seekha Hai Js Din Hm Ny Aik Doosray Ko Raasta Dikhana Aur Madad Karna Seekh Lea Usi Din Sy Deen O Duniya Ma Kamiyabi Hamara Muqadar Ban Jaye Gi."
(Al Biruni: Iranian Scholar, Mathematician, Philosopher and Astronomer, Who Discovered a Formula for Measuring the Earth's Radius)

GOLDEN WORDS I AQWAL E ZAREEN
Good Tips for Life
Choti Cheez / Chota Kaam
" Kabhi Bhi Kisi Choti Cheez Ko Haqeer Nahi Samajhna Chahye Kyun K Aksar Auqaat Choti Cheezain Faidaymand Saabit Hoti Hain Aur Baaz Mouqay Par In Ki Ashad Zaroorat Hoti Hai."
(Al Biruni: Iranian Scholar, Mathematician, Philosopher and Astronomer, Who Discovered a Formula for Measuring the Earth's Radius)

GOLDEN WORDS I AQWAL E ZAREEN
Good Tips for Life
Khud Garzi
" Jb Aap Kisi Ko Sirf Us Waqt Aihmiyat Detay Hain Jb Aap Ko Us Ki Zaroorat Ho Tu Ye Khud Garzi Ki Bd Tareen Qism(Type) Hai."
(Al Biruni: Iranian Scholar, Mathematician, Philosopher and Astronomer, Who Discovered a Formula for Measuring the Earth's Radius)

Monday, 8 August 2022

Sayings of Hazrat Imam Hussain in Urdu

Sayings of Hazrat Imam Hussain in Urdu
Sayings of Hazrat Imam Hussain in Urdu
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Zulm Ki Hukomat
"Zaalim Ki Hukumrani Es Ki Mout Ke Sath Khatam Ho Jati Hai Jab Ke Shuda Ki Hukumrani Un Ki Shahadat Ke Baad Shuru Hoti Hai."
(Hazrat Imam Hussain A.S/R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Sayings of Hazrat Imam Hussain in Urdu
Inqelaab
"Agar Dunya Me Inqelaab Lana Chahte Ho Tu Taqzeen-E-Nafs Ka Aaghaz Khud Se Karo, Dunya Khud Badal Jaye Gi."
(Hazrat Imam Hussain A.S/R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Sayings of Hazrat Imam Hussain in Urdu
Uzr Khawai
"Mominna Burai Karta Hai Na Hi Uzr Pesh Karta Hai Jab Ke Munafiq Har Rooz Burai Karta Hai Aur Har Rooz Uzr Khawai Karta Hai."
(Hazrat Imam Hussain A.S/R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Sayings of Hazrat Imam Hussain in Urdu
Inteqaam Par Qudrat
"Aala Darja Ka Muaf Karne Wala Woh Hai Jo Inteqaam Par Qudrat Rakhte Hoye Affoo-O-Darguzar(Muaf Karne) Se Kaam Leta Hai."
(Hazrat Imam Hussain A.S/R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Sayings of Hazrat Imam Hussain in Urdu
Zillat Ki Zindagi
"Zillat Ki Zindagi Se Izzat Ki Mout Kahin Behtar Hai."
(Hazrat Imam Hussain A.S/R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Sayings of Hazrat Imam Hussain in Urdu
Zaalimon Ka Sath
"Zaalimon Ka Sath Dena Bazaat-E-Khud Aik Jurm Hai."
(Hazrat Imam Hussain A.S/R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Sayings of Hazrat Imam Hussain in Urdu
Mout Aur Shahadat
"Jab Jism Mout Ke Liye Hai Tu Allah Ki Raha Me Shaheed Hona Sab Se Bhetar Hai."
(Hazrat Imam Hussain A.S/R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Sayings of Hazrat Imam Hussain in Urdu
Sardaari
"Sardaar Ban-Na Chahte Ho Tu Jado-Jhed Ko Apna Maamol Banalo."
(Hazrat Imam Hussain A.S/R.A)

Saturday, 6 August 2022

Benjamin Franklin quotes

Benjamin Franklin quotes
Benjamin Franklin quotes
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Slip of the Tongue
"Aap K Paon K Phisalnay(Slip) Ki Chot Jaldi Theek Ho Sakti Hai Magar Zuban Se Phislay Alfaz Ko Aap Zindagi Bhar Theek Nahi Karsaktay.".
(Benjamin Franklin: Founding Father of the United States)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Zuban Ki Sakhti
"Insaan Ki Zaban Naram Aur Baghair Haddi K Hoti Hai Lekin Phir Bhi Is Ki Waja Se Insaan Ki Kamar Ki Haddi Toot Sakti Hai."
(Benjamin Franklin: Founding Father of the United States)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Jald Bazi
"Har Cheez K Lea Waqt Nikalna Zaroori Hai Kyun K Jald Bazi Hamesha Fazool Kharchi Ka Sabab Banti Hai."
(Benjamin Franklin: Founding Father of the United States)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Waqt
"Waqt Ki Pabandi Karna Aik Sasti Khobi Hai."(Benjamin Franklin: Founding Father of the United States)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Susti Aur Ghurbat
"Susti Itna Ahista Safar Karti Hai K Gurbat Jald Hi Us Py Haawi Ho Jati Hai."
(Benjamin Franklin: Founding Father of the United States)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Benjamin Franklin Quotes
Ghuroor Aur Khush Qismati
"Jaisay Jaisay Insaan Ka Ghuroor Barhta Hai Wesay Wesay Insaan Ki Khush Qismati Ma Kami Aana Shuroo Ho Jati Hai."
(Benjamin Franklin: Founding Father of the United States)

Thursday, 4 August 2022

Facts about relationships | Jabir Bin Hayyan quotes about relationship

True Facts About Relationships
Facts About Relationships
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Aihmiat
"Cheezon Ki Aihmiat Milnay Se Phely Hoti Hai Aur Insaan Ki Khonay Ke Baad."
(Jabir Bin Hayyan: Well know as the father of the chemistry
Discovered; use of organic substances in chemistry, science of the balance & etc.)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
True Facts About Relationships
Sheesha Aur Rishtey
"Sheesha Aur Rishtey Dono Nazuk Hotay Hain Magar In Ma Ye Farq Hota Hai Ke Sheesha Galti Sy Tootta Hai Aur Rishtay Galat Fehmi Se Toottay Hain."
(Jabir Bin Hayyan: Well know as the father of the chemistry
Discovered; use of organic substances in chemistry, science of the balance & etc.)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
True Facts About Relationships
Dil Ka Thakna
"Rishtay Aur Rastay Us Waqt Khatam Hona Shuroo Hojatay Hain Jb Paaon Nahi Dil Thak Jatey Hain."
(Jabir Bin Hayyan: Well know as the father of the chemistry
Discovered; use of organic substances in chemistry, science of the balance & etc.)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
True Facts About Relationships
Muhabbat Se Bhi Buland
" Kuch Rishtay Aesay Hotay Hain Jo Muhabbat Sai Bhi Ooncha Muqam Aur Waqar Rakhtay Hain."
(Jabir Bin Hayyan: Well know as the father of the chemistry
Discovered; use of organic substances in chemistry, science of the balance & etc.)

Tuesday, 2 August 2022

Tips of Becoming Successful in Life | Brain Tracy Quotes

Tips of Becoming Successful in Life
Tips of Becoming Successful in Life
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Kamyabi Ka Gurr
"Zaroorat Se Ziyada Seekhney Aur Ziyada Se Ziyada Taeyari Karney Se Aap Ko Kamiyabi Hasil Hogi."
(Brain Tracy: Motivational & Self Development Speaker and The Author of "Earn What You're Really Worth")

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Tips of Becoming Successful in Life
Extra Mehnat
"Kamiyab Aur Nakaam Insaan Ma Ye Farq Hy Ke Kamiyab Insaan Izafi Paanch(5) Ghante Kaam Karta Hai."
(Brain Tracy: Motivational & Self Development Speaker and The Author of "Earn What You're Really Worth")

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Tips of Becoming Successful in Life
Comfort Zone
"Agar Tarraq-Qi Karni Hy Tu Apny Comfort Zone Sy Bahar Niklo Aur Nae(New) Cheez Try Karo."
(Brain Tracy: Motivational & Self Development Speaker and The Author of "Earn What You're Really Worth")

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Tips of Becoming Successful in Life
Koshish Aur Kamyabi
" Jb Tk Aap Kosish Karte Rahen Gy Kamiyab Rahain Gy Lehaza Nakami Par Kabhi Tawajja Na Do."
(Brain Tracy: Motivational & Self Development Speaker and The Author of "Earn What You're Really Worth")