header ad

Monday, 4 July 2022

Philosophy quotes about knowledge | Ilm quotes in urdu

Philosophy quotes about knowledge
Philosophy quotes about knowledge
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Jahalat Ki Sakhtiaan
"Jo Shaks Theseel-e-Ilm Ki Mushkilaat Ka Mutahmmil Nai Ho Sakta, Us-Se Jahalat Ki Sakhtiaan Bardasht Karni Parti Hain."
(Aristotle / Arastu: Greek Philosopher and Scientist)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Philosophy Quotes About Knowledge
Ilm Ki Justuju
"Ilm Ki Justuju Jis Rang Me Bhi Ki Jaye Ibadat Hi Ki Aik Shakal Hai."
(Allama Iqbal)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Philosophy Quotes About Knowledge
Ilm Ki Zindagi
"Ilm Ko Es Tarhan Zinda Rakhna Hai Jese Barish Khushk Zameen Ko."
(Hakeem Luqman)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Philosophy Quotes About Knowledge
Ilm Aur Allah
"Ilm Ke Baghair Allah Talla Ko Insaan Nai Phechan Sakta."
(Sheikh Saadi R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Philosophy Quotes About Knowledge
Ilm Aur Shama
"Ilm Hasil Karne Ke Liye Khud Ko Shama Ki Tarhan Pighlaao."
(Sheikh Saadi R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Philosophy Quotes About Knowledge
Amal Ke Baghair Ilm
"Jis Ne Ilm Hasil Kiya Aur Ammal Na Kiya Woh Us Aadmi Ki Manind Hai Jis Ne Hal Chalaya Aur Beaj Na Bakhera."
(Sheikh Saadi R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Philosophy Quotes About Knowledge
Ilm Ke Bahiar Zaheen
"Chand Ke Baghair Raat Bekaar Hai Aur Ilm Ke Bahiar Zaheen."
(George Bernard Shaw)

1 comment: