Durst Faisla
"Aik Durst Faisla Aap Ki Zindagi Me Bari Tabdeeli Lata Hai
Lehaza Soch Samjh Kar Faisla Kia Karen."
(William Shakespeare: English Playwright, Poet and Actor)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
William Shakespeare best quotes
Lohay Ke Darwaze
"Narm Lehja Aik Lohay Ke Darwaze Me Bhi Dakhil Ho Sakta Hai."
(William Shakespeare: English Playwright, Poet and Actor)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
William Shakespeare best quotes
Khushbu Ke Baghair
Phool
"Khobsorat Achi Seerat Ke Baghair Aisay Hai Jese Khushbu Ke
Baghair Phool."
(William Shakespeare: English Playwright, Poet and Actor)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
William Shakespeare best quotes
Nasihat Aur
Khushamad
"Nasihat Aik Achi Cheez Hai Jise Hum Nai Sunte Lekin Khushmad
Badtareen Dhoka Hai Jis Par Hum Puri Tawaju Dete Hain."
(William Shakespeare: English Playwright, Poet and Actor)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
William Shakespeare best quotes
Taboot Ke Saath
Dafan
"Insaan Ki Khobian Tu Eske Taboot Ke Saath Dafan Ho Jaya
Karti Hain Magar Iski Buraiaan Yaad Rakhi Jati Hain."
(William Shakespeare: English Playwright, Poet and Actor)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
William Shakespeare best quotes
Aitmaad Shiktani
"Jo Aik Baar Aitmaad Shiktani Kar Chuka Ho Phir Es Par Kabhi
Aitmaad Na Karo."
(William Shakespeare: English Playwright, Poet and Actor)
No comments:
Post a Comment