Khata-Kaar
“Sab Sy Bara Khata-Kaar
Woh Hai Jo Logon Ki Buraeyon Ko Bayaan Karta Phirta Hai."
(Hazrat Usman Ghani R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
Best Quotes of Hazrat Usman Ghani R.A in Urdu
Zubaan
"Zuban Ki
Laghzesh Qadmoon Ki Laghzesh Se Ziyada Khatarnaak Hai."
(Hazrat Usman Ghani R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
Best Quotes of Hazrat Usman Ghani R.A in Urdu
Guftaar
"Talwaar Ka Zakham
Jism Par Hota Hai Aur Buri Guftoga Ka Rooh Par."
(Hazrat Usman Ghani R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
Best Quotes of Hazrat Usman Ghani R.A in Urdu
Nashukri
"Jo Log Khuda Ka
Diya Hua Maal Galat Jagah Par Kharch Karte Hain Woh Khuda Ki Naimaton Ki
Nashukri Karte Hain."
(Hazrat Usman Ghani R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
Best Quotes of Hazrat Usman Ghani R.A in Urdu
Sharmindagi
"Jo Shakhs
Tumari Nigahon Sy Tumari Zarorat Ko Samajh Nai Sakta Usy Kuch Keh Sun Kar
Khud Ko Sharminda Na Karo."
(Hazrat Usman Ghani R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
Best Quotes of Hazrat Usman Ghani R.A in Urdu
Gussay Ka Elaaj
"Khamoshi Gussay
Ka Behtreen Elaaj Hai."
(Hazrat Usman Ghani R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL
E ZAREEN
Best Quotes of Hazrat Usman Ghani R.A in Urdu
Ilm Aur Amal
"Ilm Baghair Amal
Ke Faida Deta Hai, Amal Baghair Ilm Ke Faida Nahi Bakhashta."
(Hazrat Usman Ghani R.A)
No comments:
Post a Comment