Quotes about fathers |
HADEES-E-NABVI
Quotes About Fathers
Jannat Ka Darwaza
“Baap Jannat Ka
Darmiyaani Darwaza Hai, Chahaye Tum Es Darwaze Ko Zaya Kardo, Ya Es Ki Hifazat
Karo”
(Sanan Ibne Maja
Hadees No. 3663)
(Prophet
Muhammad S.A.W.W)
HADEES-E-NABVI
Quotes About Fathers
Walid Se Phele
Chalna
"Apne Walid
Ko Naam Se Nai Pukara Karo, Na In Ke Aage Chala Karo Aur Na Hi In Se Phele Bheata
Karo."
(Ukraja
Al-Bukhar Fil-Aadab ul Mufarid, Raqam ul Hadees 66)
(Prophet Muhammad
S.A.W.W)
HADEES-E-NABVI
Quotes About Fathers
Walid Se Phele
Chalna
“Baap Ki Dua Aulad
Ke Liye Aisi Hai Jese Nabi Ki Daua Ummat Ke Liye “
(Mishkat ul-Anwar
Fi Ghurar il-Akhbar Page-162)
(Prophet Muhammad
S.A.W.W)
HADEES-E-NABVI
Quotes About Fathers
Rab Ki Raza
"Rab Ki Raza
Walid Ki Raza Me Hai Aur Rab Ka Ghussa Walid Ke Gusse Me Hai."
(Rawa Tarmizi
Kitab ul Barul Salta 1899)
(Prophet Muhammad
S.A.W.W)
HADEES-E-NABVI
Quotes About Fathers
Baap Se Inkaar
"Apne Baap Ka
Koi Inkaar Na Kare Kyn Ke Jo Apne Baap Se Mon(Face) Morta Hai, Yhe Kufrr
Hai."
(Sahih Al-Bukhari
6768)
(Prophet Muhammad
S.A.W.W)
HADEES-E-NABVI
Quotes About Fathers
Dua Ki Qabooliat
Ka Nusqa
"Teen (3)
Duaon Ki Qabooliat Me Koi Shak Nai;
1-Mazloom Ki Dua
2-Musafir Ki Dua
3-Walid Ki Apni
Aulad Ke Haq Me Dua”
(Rawa Ibne Maja)
(Prophet Muhammad
S.A.W.W)
HADEES-E-NABVI
Quotes About Fathers
Baap Ki Wafaat (Death)
Ke Baad
"Jo Chahaye Ke Baab Ki Qabar Me Us Ke Sath
Husn-e-Sulook Kare Woh Baap Ke Baad Us Ke Azizoon Dostoon Se Neak Bartao
Rakhe."
(Masnad Abu Yaalaa
Hadees 5243)
(Prophet Muhammad
S.A.W.W)
The words of QURA'AH and Sunnah are really worth noting and inspiring. Father is the middle door of paradise. Paradise lies under the feet of mother. We must Thank ALLAH (SWT) by loving, caring, understanding and compassionate our parents.
ReplyDelete❤️❤️
ReplyDelete