Quotation About Forgiveness |
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Anginnat Sawab
"Do (2) Cheezon Ke Sawab Ko Toula Nai Ja Sakta;
1-Maaf Kardena Aur,
2-Adal Karna."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Quotation About Forgiveness
Maaf Karna Kise Zaib Deta Hai
"Maaf Karna Sab Se Ziyada Usay Zaib Deta Hai Jo Saza Dene Par
Qadir Ho."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Quotation About Forgiveness
Maafi Ki Umeed
"Logon Ko Usi Tarhan Maaf Karo Jese Tum Allah Se Umeed Rakhte
Ho Ke Woh Tumhe Maaf Karega."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Quotation About Forgiveness
Zindagi Ke Usool
"Zidagai Ke Teen (3) Usool Banalo;
1-Us-Se Zaroor Maafi Mango Jise Tum Chahte Ho
2-Us-Se Kabhi Mat Choro Jo Tumhe Chahta Hai
3-Us-Se Kabhi Kuch Na Chupao Jo Tum Par Aitbaar Karta Hai."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Quotation About Forgiveness
Zindagi Ke Rastay
"Zindagi Ke Do (2) Hi Rastay Hain;
1-Bhool Jao Unhe Jin Ko Maaf Nai Karsakte
2-Aur Maaf Kardo Unhe Jinhe Bhool Nai Sakte."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
Beautiful words as ever! The acts of forgiveness and justice are appreciable in Islam as these are nearer to righteousness. It is rightly said to be quick in forgiving others as we expect ALLAH to forgive us. The hatred of a person do not prevent us from being just.
ReplyDelete