header ad

Sunday, 1 May 2022

Importance of labour in Islam in Urdu

Importance of labour in Islam in Urdu

Importance of labour in Islam in Urdu

HADEES-E-NABVI
Mazdoor Ki Mazdoori
"Mazdoor (Labour) Ko Uski Mazdoori, Iska Pasena Khusk Honay Sy Phely Dy Do.”
(Sanan Ibne Majah jild 2, Hadees 600)
(Prophet Muhammad S.A.W.W)
 
HADEES-E-NABVI
Importance of labour in Islam in Urdu
Mazdoor Ki Ujrat Na Dena
Prophet Muhammad S.A.W.W Ka Farman Hy;
"Me Qayamat Me Us Shakhs Ke Mad-e-Maqabil Honga Jo Mazdoor (Labour) Sy Pora Kaam Ly Aur Iski Mazdoori Na Dy."
(Sahih Bukhari, Hadees: 2227, Pg 173)
(Prophet Muhammad S.A.W.W)

HADEES-E-NABVI
Importance of labour in Islam in Urdu
Pakeeza Tareen Kamaee
Aik Sahabi Ny Huzoor Akram S.A.W.W Sy Pocha K;
"Kon Si Kamaee Sb Sy Ziada Pakeza Hy?
Aap Ny Farmaya Ke;
"Apni mehnat ki kamaee."
(Mashkwath Pg # 242)
(Prophet Muhammad S.A.W.W)
  
HADEES-E-NABVI
Importance of labour in Islam in Urdu
Qayamat Ki Din Dawaa
Hazrat Abu Hurairah Sy Riwayat Hy Ke Huzoor Akram S.A.W.W Ny Irshaad Farmaya;
Irshaad e Rabbe Kaiynaat hy k; 
"Teen (3) Shakhs Aisey Hn Jn Par Ma Qayamat Ke Din Dawaa Karun Ga:-
1) Js Shakhs Ny Mera Naam Le Kr Aehad Kya Aur Phir Isko (Pura Nai Keya Ya) Tor Dala
2) Js Shakhs Ny Aazad (Jo Shakhs Gulam Na Ho) Ko Baich Dia Aur Iski Qeemat Kha Gya
3) Js Ny Kisi Shakhs Ko Mazdoori Par Lea Phir Is Sy Kaam Poora Ly Lia Aur Mazdoori Na Di."          (Sahih Bukhari)
(Prophet Muhammad S.A.W.W)

3 comments:

  1. Great Golden words...thanks

    ReplyDelete
  2. SUBHAN ALLAH! The teachings of QURA'AH and Sunnah are really worth noting and to follow as we get the right path through these blessings. There is a dignity in work so we must respect it.

    ReplyDelete