header ad

Saturday, 19 March 2022

Golden Words Shukar (Kana-at)|Hakeem luqman quote about contentment in urdu

Quote of Hakeem Luqman about contentment(Qana-at)
Quote of Hakeem Luqman about contentment(Qana-At)
AQWAL E ZAREEN
SHUKAR (QANA-AT)
"Jo Kuch Muyassar Ho Us Par Qana-At(
contentment) Karo Aur Dosre Ke Rizq Ki Tarf Ankhen Utha Kar Na Dekho Warna Takleef Me Mubtila Ho Jao Ge."
(Hakeem Luqman)

AQWAL E ZAREEN
SHUKAR (QANA-AT)
"Jis Neamat Me Shukar Hai Es Me Zawwal Nai Hai, Aur Jis Neamat Me Kufr Hai Es Ko Baqa Nai Hai."
(Hakeem Luqman)

AQWAL E ZAREEN
SHUKAR (QANA-AT)
"Khuda Tu Rizq Deta Hai, Keeroo (Insects) Ko Pathar Me, Tu Kyon Pareshan Hai Heray Moti Ke Chakkar Me
Urr Ja Aasmaan Me Ya Ghouta Samandar Me Laga, Tujhe Utna Hi Mile Ga Jitna Likha Hai Tere Muqaddar Me."
(Hakeem Luqman)

12 comments:

  1. So true. Bilkul sahi hai. Insan k pas jo ho us pr hi saber shukar say zindagi guzaray. Well said by Hakeem Luqman

    ReplyDelete
  2. Beshak, Jo Nematein Allah ny hamey di hn us py hamey shukar ada krna chahye

    ReplyDelete
  3. Wow! What a nice selection, really a grateful heart always sees many blessings. A truly thankful and content person is always happier.

    ReplyDelete
  4. Bilkul hmy hr waqt hr nemat k liye Allah ka Shukr ada krna chahiye.. ALLAH TA'ALA shukr krny walon ko bht pasand krta hy or nematon mei izafa krta hy♥️

    ReplyDelete
  5. Well said that is what happening in todays era and everyone is in competition of others and have an eye on others wealth and luxuries..

    ReplyDelete