header ad

Sunday, 13 March 2022

Golden Words Dost Aur Dushman | Best quotes of Hakeem Luqman in urdu

Best quotes of Hakeem Luqman in urdu
Best quotes of Hakeem Luqman in urdu
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Aik Dushman
"Hazaar Dost (Friend) Banao Aur Hazaar Bhi Kam Hain, Aur Aik Aadmi Ko Bhi Dushmand (Enemy)Na Banao(Kyn Ke) Aik Bhi Buht Zyada Hai [Chahne Wale (Well Wisher)  Hazaar Hon Tu Kam Hain Aadawat Karne Wala Aik Bhi Hu Tu Buht Zyada Hai]."
(Hakeem Luqman A.S)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Quotes of Hakeem Luqman in Urdu
Dost Se Na Kahna
"Jo Baat Tum Apne Dushman se Chupana Chahte Ho Apne Dost Se Bhi Mat Kaho, Ho Sakta Hai Ke Woh Bhi Kisi Rooz Tumhar Dushman Na Ban Jaye."
(Hakeem Luqman A.S)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Quotes of Hakeem Luqman in Urdu
Husn-E-Ikhlaq
"Jis Tarhan Tum Kisi Ko Apne Husn-E-Ikhlaq Se Dost Bana Sakte Ho, Esi Tarhan Apni Bad-Ikhlaqi Se Apne Doston Ke Mukhalif Bhi Ban Sakte Ho."
(Hakeem Luqman A.S)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Quotes of Hakeem Luqman in Urdu
Raat Me Ehtiat
"Raat Me Aahista Aahista Baatain Karo, Ta-Ke Koi Tumhara Dushman Tumhari Baat Sun Kar Tumhe Nuksaan Na Phoncha De."
(Hakeem Luqman A.S)

6 comments:

  1. Don't make enemies but friends

    ReplyDelete
  2. Bilkul acha dost zindagi k har qadam py ap ka sath deta hy lekin dushman aik bhi ho tu wo ap ko nuqsan de sakta hy islea koshish karen k dost ziada hn aur dushman aik bhi na hn

    ReplyDelete