Hazrat -Ali-A.S/R.A Quotes About Friend, Friendship, Dost and Dosti |
AQWAL E ZAREEN
DOST
(Friend)
"Ache Waqt Se Zyada Acha Dost (Friend) Aziz Rakho Kyn Ke Acha Dost (Friend)
Bure Waqt Ko Bhi Acha Bana Deta Hai."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
AQWAL E ZAREEN
DOST
(Friend)
"Acha Dost "Hath Aur Aankh" Ki Tarah Hota Hy Jb Hath Ko Dard Hota Hy Tu Aankh Roti Hy Aur Jb Aankh Roti Hy Tu Hath Aansoo Saaf Karty Hain."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
AQWAL E ZAREEN
DOST
(Friend)
"Dost (Friend) Ke Sath es Namak Ki Tarhan Raho Jo Khane Me Dikhai Nahi
Deta Lekin Agar Na Ho Tu Is Ki Kami Bohat Mehsoos Hoti Hai."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
AQWAL E ZAREEN
DOSTI
(Friendship)
"Dosti (Frienship) Karna Itna Aasaan Hai Jese Mitti Se Mitti
Likhna Aur Dosti(Friendship) Nibhana Itna Mushkil Hai Jese Pani Se Pani Likhna."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
AQWAL E ZAREEN
DOSTI
(Friendship)
"En Logon Ko Khone Se Daro Jin Ke Nazdeek Dosti (Friendship) Ke Rishte Khoon Ke Rishton Se Zyada Aziz Hon."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
Such a beautiful saying. Indeed this is practically approved that a good company lasts good memories.
ReplyDeleteTrue
ReplyDeleteAchay dost milna bohat mushkil hota hai. So if you find a true friend value them and their friendship. Help them out in their time of distress and your friend will surely do the same.
ReplyDeleteTrue
ReplyDelete❤️❤️❤️
ReplyDeleteTrue,,,
ReplyDeleteGood friend is necessary
ReplyDeleteTrue
ReplyDelete