Naram Tabiyat Aur Naram Ghuftar
“Jis Darakht Ki Lakri Naram Hogi Uski Shakhen Ziada Hongi Bs Naram Tabiyat Aur Naram Ghuftar (Soft Spoken) Bn Jao Ta K Tmharay Chahny Waly Ziada Hon.”
(Hazrat Ali A.S/R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Hazrat Ali(A.S) Quotes on Soft Spoken
Har Shaks Ko Khareed Lo
“IKHALQ (Soft Spoken) Woh Cheez Hai Jis Ki Qeemat Kuch Nai
Dena Parti, Han Magar Us Se Har shaks(person) ko Khareeda Ja Sakta Hai.”
(Hazrat Ali A.S/R.A)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Hazrat Ali(A.S) Quotes on Soft Spoken
Insaan Ki Phechan
"Gullab (Rose) Ka Koi Bhi Naam Rakh Liya Jaye, Magar Pehchana Tu Khushboo (Fragrance) Se Hi Jata Hai, Insaan (Human Being) Bhi Waisa Hi Hai, Uska Koi Bhi Rang (Color), Roop (Physics), Zaat (Ethnicity), Qabeela (Family / Class) Hu, Magar Pehchana Apne Kirdaar (Character) Aur Ikhlaq (Soft Spoken) Se Hi Jata Hai."
(Hazrat Ali A.S/R.A)
beshak
ReplyDeleteBeshak
ReplyDeleteBeshak
ReplyDeleteBeshak ❤️,,,
ReplyDeleteWhat a beautiful saying by such a pious person! A gentle natured person is admired by everyone. It is rightly said that the fall of continuous rain can make a hole in a rock, it is actually not by violence but it is due to soft falling.
ReplyDelete