header ad

Sunday, 27 February 2022

Golden Words Zindagi | Best quote of Qasim Ali Shah in urdu

Best quote of Qasim Ali Shah in urdu
Best quote of Qasim Ali Shah in urdu
AQWAL E ZAREEN
ZINDAGI
(Life & Happiness)
"Zindagi (Life) Yeh Hai Ke Doosrae Aap Se Kitne Khush (Happy) Hain, Zindagi (Life) Ye Nahi Ke Aap Kitne Khush (Happy) Hain." 
(Qasim Ali Shah)

Monday, 21 February 2022

Golden Words Rizq ki Talash | Golden words Sheikh Saadi Quotes in Urdu

Golden words Sheikh Saadi Quotes in Urdu
Golden words Sheikh Saadi Quotes in Urdu
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Rizq Ki Talash
“Din Ki Roshni Me Rizq Talash Karo Aur Raat Ko Rizq Daine Wale Ko Talaash Karo.”
(Sheikh Saadi. Rah)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Golden words Sheikh Saadi Quotes in Urdu
Rizq Ki Talash Aur Susti
"Agar Chay Insaan Ko Muqadar Se Zyada Nai Milta. Lekin Rizq Ki Talash Me Susti Na Karo."(Sheikh Saadi. Rah)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Golden words Sheikh Saadi Quotes in Urdu
Roozi Aur Aqal
"Agar Roozi Aqal Se Hasil Ki Jati, Tu Dunya Ke Tamam Be-Waqoof Bhooke Mar Jate."
(Sheikh Saadi. Rah)

Sunday, 20 February 2022

Golden Words Daulat | Sayings of Imam Jafar Sadiq (A.S)

Golden Words Daulat
Golden Words Daulat 
AQWAL E ZAREEN
DAULAT
(Wealth)
“Jo Doosroon Ki Daulat (Wealth) Ko Lalchai Hui Nigah Se Dekhe Ga Woh Hamesha Faqeer Rahe Ga.”
(Hazrat Imam Jafar Sadiq A.S/R.A)

AQWAL E ZAREEN
Golden Words Daulat
"Jab Roozi Tang Ho Jaye Tu "ASTAGHFAR" Zyada Kia Karo."
(Hazrat Imam Jafar Sadiq A.S/R.A)

Sayings of Prophet Muhammad in urdu

Sayings of Prophet Muhammad in urdu
Sayings of Prophet Muhammad in urdu
HADEES-E-NABVI
(Hadith)
ZULM
(Cruelty)
"Zulm (Cruelty) Sy Bacho Kyn Ke Zulm (Cruelty) 
Qayamat Ke Din Andheron Ka Sabab Baney Ga."
(Hazrat Muhammad PBUH)

Sayings of Prophet Muhammad(P.B.U.H) about salah

Sayings of Prophet Muhammad(P.B.U.H) about salah
Sayings of Prophet Muhammad(P.B.U.H) about salah
HADEES-E-NABVI
Kafir Aur Musalmaan
"Hamare Aur Kafiroon Ke Darmiyan Farq Namaz Hai, Jis Ne Namaz Chor Di Es Ne Kufar Kiya."
(Sahi Muslim ul Emaan 243)
(Sahi Sannan ul Tarmizo 2113)
(Hazrat Muhammad PBUH)

HADEES-E-NABVI
Sayings of Prophet Muhammad(P.B.U.H) about salah - Namaz Aur Sadqa 
“Namaz (Prayer) Ke Liye Jatey Huey Uthne 
Wala Har Qadam Sadqe 
Ke Barabar Hai."
(Hazrat Muhammad PBUH)

Sayings of Hazrat Ali about salah

Sayings of Hazrat Ali about salah
Sayings of Hazrat Ali about salah
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Namaz Ki Fikar
“Namaz (Prayer) Ki Fikar Apny Oper Farz Karlo
Khuda Ki Qasam Duniya Ki 
Fikar Sy Azaad Ho Jao Gy Aur Kamyabi Tumhary Qadam Choomay Gi.”
(Hazrat Ali A.S/R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Sayings of Hazrat Ali About Salah
Sajde Me Sar 
“Agar Namaz Parhne Wale Ko Ilm Ho Jaye Ke Kese Rhematoon Ne Ese Gheer Rakha Hai Tu Woh Kabhi Sajde Se Sar Na Uthaye.”
(Hazrat Ali A.S/R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Sayings of Hazrat Ali About Salah
Sajde Ke Dauran
"Aye Insan Agar Tujhe Yeh Maloom Ho Jaye Ke Sajde Ke Dauran Tujh Par Kitni Rehmatein Nazil Hoti Hain To Tu Kabhi Sajde Se Sar Uthayega Hi Nahi."
(Hazrat Ali A.S/R.A)

Golden Words Ikhlaq (Soft Spoken)

Golden Words Ikhlaq (Soft Spoken)
Golden Words Ikhlaq (Soft Spoken)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Ikhlaaq
(Soft Spoken)
“Apni Guftagu Ko Phool Jesa (Soft Spoken) Bana Lo Aur Kuch Nahi Tu Pass Bethnye Wala Khushboo Tu Hasil Karle.” 
(Sheikh Saadi R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Golden Words Ikhlaq (Soft Spoken)
Iklaq Se Khushbo
"Apne Ikhlaq Ko Khushbo Jesa Banalo Aur Kuch Nai Paas Bhetne Wala Khusboo Tu Hasil Karega."(Sheikh Saadi R.A) 

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Golden Words Ikhlaq (Soft Spoken)
Ache Libbas Ke Baghair
"Insaan Ki Phechaan Acha Libbas Nai Bal-Ke Acha Ikhlaq Aur Emmaan Hai."
 (Sheikh Saadi R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Golden Words Ikhlaq (Soft Spoken)
Zuban Aur Musibatain
"Hamesha Ikhlaq Se Baat Karo Kyn Ke Insaan Par Sab Se Ziyada Musibatain Eski Zuban Ki Waja Se Aati Hain."
 (Sheikh Saadi R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Golden Words Ikhlaq (Soft Spoken)
Muhabbat Ki Daleel
"Ikhlaq Ka Acha Hona Khuda Se Muhabbat Ki Daleel Hai."
 (Sheikh Saadi R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Golden Words Ikhlaq (Soft Spoken)
Haar Jeet
"Dunya Ke Har Meadaan Me Haar Jeet Hoti Hai Lekin Ache Ikhlaq Me Kabhi Haar Aur Takkabbur Me Kabhi Jeet Nai Hoti."
 (Sheikh Saadi R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Golden Words Ikhlaq (Soft Spoken)
Insaaniyat
"Insaan Hona Hamara Intekhab Nai, Qudrat Ki Atta Hai Lekin Apne Andar Insaaniyat Banaye Rakhna Hamara Intekhaab Hai."
(Sheikh Saadi R.A)

Hazrat Idrees quotes about jealousy and works hard

Hazrat Idrees quotes about jealousy and works hard
Hazrat Idrees quotes about jealousy and works hard
AQWAL E ZAREEN
MEHNAT 
(Works Hard)
"Kisi Se Hassad Na Karo Bal Ke Khud Bhi Mehnat (Works Hard) Kar K Hasil Karne Ki Koshish Karo.”
(Hazrat Idrees A.S)

Saturday, 19 February 2022

Golden words on soft spoken | Golden words on soft Nature | Hazrat Ali(A.S) quotes on soft spoken

Hazrat Ali(A.S) Quotes on Soft Spoken
Hazrat Ali(A.S) Quotes on Soft Spoken
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Naram Tabiyat Aur Naram Ghuftar
“Jis Darakht Ki Lakri Naram Hogi Uski Shakhen Ziada Hongi Bs Naram Tabiyat Aur Naram Ghuftar (Soft Spoken) Bn Jao Ta K Tmharay Chahny Waly Ziada Hon.”
(Hazrat Ali A.S/R.A)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Hazrat Ali(A.S) Quotes on Soft Spoken
Har Shaks Ko Khareed Lo
“IKHALQ (Soft Spoken) Woh Cheez Hai Jis Ki Qeemat Kuch Nai Dena Parti, Han Magar Us Se Har shaks(person) ko Khareeda Ja Sakta Hai.”
(Hazrat Ali A.S/R.A)


GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Hazrat Ali(A.S) Quotes on Soft Spoken
Insaan Ki Phechan
"Gullab (Rose) Ka Koi Bhi Naam Rakh Liya Jaye, Magar Pehchana Tu Khushboo (Fragrance) Se Hi Jata Hai, Insaan (Human Being) Bhi Waisa Hi Hai, Uska Koi Bhi Rang (Color), Roop (Physics), Zaat (Ethnicity), Qabeela (Family / Class) Hu, Magar Pehchana Apne Kirdaar (Character) Aur Ikhlaq (Soft Spoken) Se Hi Jata Hai."
(Hazrat Ali A.S/R.A)

Prophet Muhammad patience quotes

Prophet Muhammad patience quotes
Prophet Muhammad patience quotes 
HADEES-E-NABVI
HADITH ON SABR AND SHUKR IN URDU
SABAR 
(Patience)
“Musibat K Waqt Cheekho Pukar K Bajae Sabar (Patience) Ikhtiyar Karne Ki Adaat Banao Ta K Khuda Tumhari Musibat Ko Dor Kare”
(Hazrat Muhammad PBUH)

HADEES-E-NABVI
HADITH ON SABR AND SHUKR IN URDU
SABAR 
(Patience)
"Jo Shaks Kisi Jani (Life) Ya Mali Musibat ( Financial Crisis) Me Mubtila Hua Aur Woh Kisi Se Es Ka Izhar Na Kare Aur Na Logon Se Shikwa Shikayat (Complaint) Kare Tu Allah Talla Ka Zima Hai Ke Woh Es Ko Baksh (forgive) Denge."
(Hazrat Muhammad PBUH)