header ad

Wednesday, 21 September 2022

Good advices for life

Good Advices for Life
Good Advices for Life
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Hunar Aur Qeemat
"Aap Ki Qeemat Aap K Hunar Ma Hai Islea Isy Kabhi Nahi Khona."
(Zhuangzi: Pivotal Figure in Classical Philosophical Daoism)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Good Advices for Life
Sehat
"Apni Sehat Ka Khayal Rakhen Baqi Chezain Khud Bakhud Theek Ho Jayen Gi."
(Zhuangzi: Pivotal Figure in Classical Philosophical Daoism)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Good Advices for Life
Dil Ki Sunain
"Apny Kaanoo Sai Ni Apny Dil Sy Samajhnay Ki Koshish Karain."
(Zhuangzi: Pivotal Figure in Classical Philosophical Daoism)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Good Advices for Life
Zeheni Aazadi
"Jo Kuch Bhi Hota Hai Us K Sath Chalain Aur Apny Zehan Ko Azad Rehny Dain."
(Zhuangzi: Pivotal Figure in Classical Philosophical Daoism)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Good Advices for Life
Taqat Ki Tareef 
"Insaan Ki Taqat Ki Tareef Us Waqt Tak Nahi Karen Jb Tk Aap Ko Ye Maloom Na Ho K Wo Isey Ksy Istemal Karta Hai."
(Zhuangzi: Pivotal Figure in Classical Philosophical Daoism)

Tuesday, 6 September 2022

Self-improvement quotes short/John Staurt quotes

Self-Improvement Quotes Short

Self-Improvement Quotes Short

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Self-Improvement Quotes Short
Shakhsiyat Me Nikhar
"Insaan Ki Pheli Tarjeeh Apni Shakhsiyat Me Nikhar Paida Karna  Honi Chahiye."
(John Stuart Mill: (1806–73A.D) Most Influential English Language Philosopher Last Century)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Self-Improvement Quotes Short
Zindagi Ke Faisley
"Apni Zindagi Ke Tamam Faisley Apni Marzi Ke Mutabiq Karain Na Ke Doosron Ki Pairwi Kr Ke."
(John Stuart Mill: (1806–73A.D) Most Influential English Language Philosopher Last Century)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Self-Improvement Quotes Short
Apni Khwaishaat
"Apni Khwaishaat Ko Poora Karney Ke Bajae In Ko Mehdood Kar Ke Apni Khushi Taalash Karna Seekhain."
(John Stuart Mill: (1806–73A.D) Most Influential English Language Philosopher Last Century)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Self-Improvement Quotes Short
Yaqeen
"Khud Par Mukammal Yaqeen Insaan Ko Mazboot Banata Hai."
(John Stuart Mill: (1806–73A.D) Most Influential English Language Philosopher Last Century)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Self-Improvement Quotes Short
Soch Bichar
"Jo Shakhs Apni Aqal Aur Dimag Ko Istemal Me La Kar Faisla Na Karsaky Wo Mufakkir Nahi Ban Sakta."
(John Stuart Mill: (1806–73A.D) Most Influential English Language Philosopher Last Century)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Self-Improvement Quotes Short
Taleem Aur Sharksiat Sazi
"Insaani Shakhsiyat Ko Sawarney Ya Bigarney Me Taleem Aiham Kirdaar Aada Karti Hai."
(John Stuart Mill: (1806–73A.D) Most Influential English Language Philosopher Last Century)

Saturday, 3 September 2022

Best tips for success | Mark Zuckerberg quotes

best tips for success
Best tips for success

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Tips for Success
Action Lea Karain
"Action Lea Karain Sirf Batain Karney Se Koi Kamiyab Nahi Hota.Khuaab Us Waqt Tk Khuaab Hi Rehta Hai Jb Tk Aap Uski Taabeer Hasil Karney K Lea Kuch Nahi Karte.Apny Khuabon Ki Taabeer Hasil Karney Ka Yaqini Tareeqa In Ke Lea Kaam Karna Hai."
(Mark Zuckerberg: Co-founding member of Facebook and its parent company Meta Platforms)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Tips for Success
Jati Ankhon Se Khwab
"Kuch Log Sirf Kamiyabi K Khuab Dekhtain Hain Jb K Doosray Log Ja-Gay Huey Hotay Hain Aur Is Pe Kaam Kar Rahy Hotay Hain."
(Mark Zuckerberg: Co-founding member of Facebook and its parent company Meta Platforms)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Tips for Success
Souch Ka Farq
"Kamiyab Aur Nakaam Logon Ke Darmiyan Unki Souch Ka Farq Hai.Kamiyab Log Hamesha Bara Souchtay Aur Baray Khuaab Dekhtay Hain."
(Mark Zuckerberg: Co-founding member of Facebook and its parent company Meta Platforms)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Tips for Success
Doosron Par Inhesaar
"Dosron Par Bharosa Na Karain Hm Ma Se Aksar Log Apney Maqasid Ko Hasil Karney Ke Lea Dosron Par Inhesar Karte Hain.Doosron Sy Madad Ln Magar Un Pe Inhesar Nahi Karein."
(Mark Zuckerberg: Co-founding member of Facebook and its parent company Meta Platforms)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Tips for Success
Khamoshi Aur Muskurahat
"Kamiyab Logon K Hontoon Pe Sirf 2 Cheezain Hoti Hain.Aik Khamoshi Aur Dosri Muskurahat."
(Mark Zuckerberg: Co-founding member of Facebook and its parent company Meta Platforms)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Tips for Success
Gheraee Ke Sath
"Ziayda Gehraee Ke Sath Sochna Boht Zaroori Hai,Aksar Kamiyabi Us Waqt Aati Hai Jb Aap Cheezon Ko Gehrae Ke Sath Dekhtain Hain."
(Mark Zuckerberg: Co-founding member of Facebook and its parent company Meta Platforms)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Tips for Success
Buri Aadaton Se Chutkara
"Apni Buri Aadat Ko Khatam Karen Kyun Ke Buri Adaat Hamey Maqasid K Husool Se Roukti Hain.Zindagi Ma Agay Barhney Ka Wahid Maqsad Buri Adaton Ko Khatam Karna Hai."
(Mark Zuckerberg: Co-founding member of Facebook and its parent company Meta Platforms)

GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Best Tips for Success
Jald Mayoos Hojana
"Kamiyab Aur Ameer Hanay K Lea Sb Se Aiham Khususiyat Sabar Hai Koi Bhi Bara Kaam Ratoon Raat Mukammal Nahi Hota Aur Na Hi Chand Dino Ma Aap Ameer Hosaktay Hain.Ameer Aur Kamiyab Honay K Lea Ap Jo Bhi Koshish Karte Hain Us Ma  Mahiney Ya Saal Bhi Lg Saktay Hain.Jald Mayoos Ho Jana Nakaam Logon Ki Aadat Hai Aur Mayoosi Aap Ki Kosishon K Lea Nuqsanday Hai."(Mark Zuckerberg: Co-founding member of Facebook and its parent company Meta Platforms)