|
Twain-quotes |
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Seekhne Ka Gurr
"Me Is Baat Par Yaqeen Rakhta Hon K Ap Us Waqt Seekhtay Hain Jab Aap Doosron Ko Sikhatay Hain."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Nakami Se Kamiyabi
"Apni Galti Ko Tasleem Karnay K Baad Usey Theek Kar K Sabaq Hasil Karna Yaqeeni Tor Par Nakaami Ko Kamiyabi Ma Tabdeel Kar Deta Hai."(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Elaj Aur Aitmad
"Har Beemari Ka Elaj Mojood Hai Agar Is Par Mareez Ka Aitmad Mazboot Ho."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Aik Chota Sa Qadam
"Kisi Cheez Par Yaqeen Karney Aur Us Ko Jan-Ney K Darmiyan Aik Chota Sa Qadam Hai Jo Aap Ko Jaldi Uthana Chahye."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Sach Ko Bhulana
"Agar Aap Sach Boltay Hain Tu Aap Ko Kuch Bhi Yaad Rakhney Ki Zaroorat Nahi Rahey Gi."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Rehamdili
"Rehamdili Wo Zuban Hai Jisay Behra Sun Sakta Hai Aur Andha Dekh Sakta Hain."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Do Waqt
"Insaan Ki Zindagi Ma Do(2) Waqt Aesay Aatay Hain Jo Usy Sochnay Par Majboor Kar Daitey Hain.Pehla Wo Jb Usy Kuch Chahiye Aur Wo Khareed Na Sakey Aur Doosra Wo Waqt Jb Wo Isey Hasil Karsakay Par……….! "
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)
GOLDEN WORDS | AQWAL E ZAREEN
Twain quotes
Paison Ki Kami
"Paison(money) ki kami tamam buraeyon ki jar hai."
(Mark Twain:(1935-1923 A.D) An American Humorist, Novelist, and Travel Writer)